Monday 18 June 2018

Guitar Chords For The Song Tune Jo Na Kaha From The Movie Newyork

Song – Tune Jo Na Kaha
Movie – Newyork

The scale is F# You can change the scale as you like.

F#………………………….
Ummm hmm umm hmm
B…………………………..
Ummm hmm umm hmm

F#………...C#……………….B…….C#...
Tune jo na kaha Mein woh sunta raha
F#………….C#……………….B……….C#..
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha

Tune jo na kaha Mein woh sunta raha
Khamakha Bewajah Khwaab Bunta raha

D#m………..C#………….B……….C#….
Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
D#m………………..C#…..B…….C#….
Is Shehar mein Na apna tikana raha
F#…………...C#………...B……..C#….
Koi chaht se na ab apni chalta raha
F#………….C#……………….B……..C#….
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha

F#…………………………………………………………..
Dard phele se hai jyaaada Khud se phir yeh vaada
B……………………C#………………….
Khamosh Nazrein Rahein Bezubaan
F#…………………………………………………………………..
Abb Na pehli si baatein hai Bolo to Lab thartharatein hai
B………………...C#…………...
Raaz yeh dil ka na ho baiyan
D#m………..C#…………...B…..C#..
Ho gaya ke aasar koi hum pe nayi
D#m………………..C#…………...B…...C#...
Hum safar mein to hai Humsafar hai nahi
F#…………..C#……….B…..C#…
Door jaata raha Paas aata raha
F#………….C#……………….B……..C#….
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha


Repeat the same Chords


Aaya woh phir Nazar aise Baat chidne lagi phir se
Aankhon mein chubhta kal ka dhuan
Haal tera na humsa hai Is khushi mein kyon gumsa hai
Basne laga kyon phir woh jahan
Woh jahan dur jis se gaye the nikal
Phir se aankhon mein karti hai jaise pehal
Lambha beeta hua ,Dil Dukhata raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha

Tune jo na kaha Mein woh sunta raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha
Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is Shehar mein Na apna tikana raha
Koi chahat se abb apni chalta raha

Bhuj gai Aag thi Daag Jalta raha...

No comments:

Post a Comment